Manzile Ruswa Hai Lyrics - Aashiqui 2 | Ankit Tiwari

Mr Jaydeb
Sun Raha Hai (Manzilein Ruswa Hain Lyrics) Aashiqui 2 | Ankit Tiwari

Sun Raha hai Na tu, manzile Ruswa Hain,
Song Credit
Song         : Sun Raha Hai (Manzilein Ruswa Hain)
Movie      : Aashiqui 2
Singer      : Arijit Singh & Shreya Ghoshal
Music       : Ankit Tiwari
Lyrics       : Sandeep
Label ©    : T Series


Yaara.....
Manzile Ruswa Hain
Khoya hai Raasta
Aayee le jaaye
Itni si Ilteja
Ye meri zamaanat hai 
Tu meri amaanat hai aaa..

Mujhko Iraade de
Kasmein de waade de
Meri duaaon ke ishaaron ke sahaare de
Dil ko thikaane de naye bahaane de
Kabon ki barishon Ko masum ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu
Ro rahi hun main
Sun raha hai na tu
Kyun  ro rahi hun main

Sun raha hai na tu
Ro rahi hun main
Sun raha hai na tu
Kyun  ro rahi hun main

Yaara....

Waqt bhi thehara hai
Kaise Kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai aa

Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sun raha hai na tu
Ro rahi hun main
Sun raha hai na tu
Kyun  ro rahi hun main

Sun raha hai na tu
Ro rahi hun main
Sun raha hai na tu
Kyun  ro rahi hun main


  • Original Video
Manzil Ruswa Hai Song