Yeh Jism hai toh kya (Jism-2 ) movie songs lyrics

Mr Jaydeb
Yeh Jism hai toh kya (Jism 2 ) movie songs lyrics



Song lyrics    : Yeh Jism
Movie             : Jism-2
Artist             : Ali Azmat
Music             : Dr Akro Mukherjee
Lyrics            : Akro Mukherjee, Munish mukhiya




Lyrics;-
Ye jism hai toh kya
Ye rooh ka libaas hai
Ye dard hai toh kya
Ye ishq ki talaash hai
Fanaa Kiya mujhe
Ye chaahne ki aas ne
Taraa taraa shikasti hi hua

Raza hai kya teri
Dil- O jahaan tabaah Kiya 
Saza bhi kya teri
Wafaa Ko bewafa kiya
Tu vaar zindagi se yun mujhe judaa kiya
Kahaa Kahaa phirun main dhoondta
Raza hai kya teri

Dil- O jahaan tabaah Kiya 
Saza bhi kya teri
Wafaa Ko bewafa kiya
Tu vaar zindagi se yun mujhe judaa kiya
Kahaa Kahaa phirun main dhoondta

Wahan Jahaan tuhi mera libaas hai
Wahan jahaan teri hi bas talaash hai
Wahan jahaan tujhi pe khatam aas hai
Wahin shuru wahin Pe dafan Jaan hai

Wahan jahaan tuhi meri libaas hai
Wahan jahaan teri hi bas talaash hai
Wahan jahaan tujhi pe khatam aas hai

Wahin shuru wahin Pe dafan Jaan hai


Ye jism hai toh kya
Ye rooh ka libaas hai
Ye dard hai toh kya
Ye ishq ki talaash hai
Fanaa Kiya mujhe
Ye chaahne ki aas ne

Taraa taraa shikasti hi hua


Original video Song

Yeh Jism Song